MUBARAK HO SAB KO..MAIN TO DEEWANA DEEWANA

MUBARAK HO SAB KO..MAIN TO ... Lyrics & Chords

a SONG FOR HOSNI MUBARAK?

Original singer: Mukesh

Film: MILAN (1967) Song picturised on Sunil Dutt and Nutan

Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal

HERE IS MY VERSION/RENDITION.
vs gopal
3 feb 2011
-——————————-
Lyrics

mubaarak ho sab ko samaa ye suhaanaa
main khush hoon mere aansuon pe na jaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
mubaarak ho sab ko samaa ye suhaanaa
main khush hoon mere aansuon pe na jaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa

hazaaron tarah ke ye hote hain aansoo
hazaaron tarah ke ye hote hain aansoo
agar dil mein gham ho to rote hain aansoo
khushi mein bhi aankhen
khushi mein bhi aankhen bhigote hain aansoo
inhen jaan saktaa nahin ye zamaanaa
main khush hoon mere aansuon pe na jaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa

ye shehnaaiyaan de rahi hain duhaayi
ye shehnaaiyaan de rahi hain duhaayi
koyi cheez apni huyi hai paraayi
kisi se milan hai
kisi se milan hai kisi se judaai
naye rishton ne todaa naataa puraanaa
main khush hoon mere aansuon pe na jaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa

ye bole samay ki nadi ka bahaav
ye bole samay ki nadi ka bahaav
ye baabul ki galiyaan ye maanjhi ki naao
chali ho to gori
chali ho to gori
suno bhool jaao
na phir yaad karnaa na phir yaad aanaa
main khush hoon mere aansuon pe na jaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
mubaarak ho sab ko samaa ye suhaanaa
main khush hoon mere aansuon pe na jaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa
main to deewaanaa deewaanaa deewaanaa

Comments  

No comments yet. Be the first to comment


Notify me about subsequent comments