CHHOD GAYE BALAM

CHHOD GAYE BALAM Lyrics & Chords

ORIGINAL SINGERS: MUKESH, LATA

Here is my rendition/version.
Vs gopal
26 feb 2011

This is a beautiful vintage duet from the film BARSAAT (1949). Music was by Shankar-Jaikisan and lyrics were by Shailendra. This song was filmed on Raj Kapoor and Nargis.
-————
LYRICS

chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
chhut gaya baalam haai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

phool sang muskaye kaliyan main kaise muskaaub
baadal dekh ke bhar aayi ankhiyan – 2
cham cham neer bahaaun main cham cham neer bahaaun
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
ruuth gaya baalam mera pyar bhara dil tuut gaya

dil ki lagi ko kya koi jaane main jaanu dil jaane
palkon ke chaya mein naache – 2
dard bhare afsaanse haai dard bhare afsaane
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod gaye
tod gaye baalam mera pyar bhara dil tod gaye

pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat
aaisi chali birhaah ki aandhi – 2
tadpat hu din raat haai main tadpat hu din raat
chhut gaya baalam gaai saath hamara chhut gaya
chhod gaye baalam mujhe haai akela chod ga
(bollywoodhungama.com)

Comments  

Img_0162

Khawer Khilji Pro user said

What a pick Gopal jee. Thanks for bringing melody on Muziboo. Well done.

A beautiful all the times hit romantic melody from Bees Saal Baad.A tribute to Hemant Kumar Sahib
http://www.muziboo.com/01KK/music/beqrar-kar-ke-humein-y-bees-saal-baad/

Gopal_20at_20firenze

V.s. Gopalakrishnan Pro user said

Hi Khawer Khilji,
Thanks a lot for your nice words.
Cheers!
vs gopal
7 Mar 2011
vs gopal


Notify me about subsequent comments