Yaadein - cover

Yaadein - cover Lyrics & Chords

-MALE-
(Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain) – 2
(Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain) – 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

-CHORUS-
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2

-MALE-
Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

-FEMALE-
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah – 2

Comments  

No comments yet. Be the first to comment


Notify me about subsequent comments



Info

425813406205

by Vijay Kotian

December 20, 2011

Stats