Saawariya Live@ Hindu Colg Fest - Mecca, Sufi Night
Saawariya Live@ Hindu Colg ... Lyrics & Chords
(Alaap)
Saawariya… – 4
(Verse)
Saawariya teri aankhein karti hein ye bayaan,
Ke harpal inmein mein hun na tu inko kabhi bahaa… – 2
Saawariya – 4
(Chorous)
Saawariya – 6
(2nd verse)
Ye zakhm kuch roz mein bharjaega ye pal bhi yakeenan guzarjaega,
Tujhko hai gammn kis baat ka tujhko miljaega jo tujhe chahega….
Tu ik phool hai masoom hai khushbuon se hai bharaa,
Munasib nahin na quabool hai mujhko palkein bhigaana tera…
(Chorous)
Saawariya-6
(Tarana)
(3rd verse)
Kahan urd chalee teri hansee tu jo sabko hansaati thi chup ho gai…
Kahan urd chali teri hansee tu jo sabko hansaati thi chup kyu hui,
Hai tujhko kasam tu rona nahin wo baatein puraani bhulaade sabhi…
Sabkuch yahan milta nahein muquammal nahin bas wafaa,
Who pyaar hai bas naam ka na jismein aansoo ho na ho sazaa…
Transpose
(chorous)
Saawariya…
Saawariya….sawariya…
Teri aankhein karti hein ye bayaan….
Info
March 18, 2011
Albums
Radix
4 songs | 0 comments
Stats
- 102 Plays
- 0 Favorites
- 2 Likes
- 0 Comments
- 48 Saawariya Live@ Hindu Colg ... MP3 Download
Search Keywords


No comments yet. Be the first to comment