Baadlon ki gehrai - Lucky ali cover
Baadlon ki gehrai - Lucky a... Lyrics & Chords
Baadlon ki gehrai may sochay kya huzoor
Oonchay oonchay chehray hay
Zameen say kitnay door
Aahen bharti hay ye thhandi hawa
Aisay rangeen raho may ab humko kya hua
Chaand say taron ka hay aapas ka fasla
Beech may ye gehna hai ye gehna duniya
Is duniya ko kehtay majboor
Mita diya khud hasti ko
Ye hay kiska kasoor
Tamanna hay yahi ki aisay yoon kabhi
Hum basaye koi naya jaha
Aashna ho ye dil pyar kay kaabil
Saaz aisi bhi ho sunay jahan
Musafir ko milay raasta
Zamanay ko milay vaasta
Kaisay kaisay parvaano ki baatay mashhoor
Jaisay ye nazaranay hay waisay hay ye surur
Hay yakin dil may subah aayegi zaroor
Mitega ye andhera hoga har ik shay may noor
Pyar karte idhar
Yaar bantay idhar
Daastanay sifar suno jahan
Ye bhi honge khaffa
Kya pata kya gila
Har kadam pe milay koi naya
Musafir ko….
Info
July 07, 2010
Stats
- 38 Plays
- 0 Favorites
- 0 Likes
- 1 Comments
- 6 Baadlon ki gehrai - Lucky a... MP3 Download
Search Keywords



Sanjeev Kulkarni said
nice cover buddy….
i liked your voice :)
- Sanju
aapka yaar :)