Ka Karoon sajni karaoke
Ka Karoon sajni karaoke Lyrics & Chords
Ka karoon sajni karaoke from the movie Swami
Lyrics:
Kaa karoon sajni aaye na baalam
Kaa karoon sajni aaye na baalam
Khoj rahi hai piya pardesi ankhiyaa aaye na baalam (Kaa
Karoon)
Bhor bhayi aur saanjh dhalii re samay ne lii angdaayii
Yeh jag saara neend se maara mohe neend naa aaye
Mem ghabraaun dar dar jaaun
Haaye woh naa aaye haaye woh naa aaye
Radha bulaaye kahaan khoye ho kanhaiyan aaye na baalam (Kaa karun)
Jab bhi koi aahat hoye manwa mora bhaage
Dekho kahin toote nahin prem key eh dhaage
Yeh matwari preeth hamaari
Chupe naa chupaaye chupe naa chupaaye
Saawan ho tum mam hun thore badariyaa aaye na baalam (Kaa
karoon sajni)
Info
by Pavan Sharma
October 01, 2008
Stats
- 1117 Plays
- 1 Favorites
- 1 Likes
- 0 Comments
- 321 Ka Karoon sajni karaoke MP3 Download
Search Keywords



No comments yet. Be the first to comment