Phir Se Wahi Zindagi....
Phir Se Wahi Zindagi.... Lyrics & Chords
Phir Se Wahi Zindagi Jo Humko Mile
Phir Se Pyaar Ho Tumhi Se Hume
Phir Se Wahi Zindagi Jo Humko Mile
Phir Se Pyaar Ho Tumhi Se Hume
Palko Pe Yaadon Ki Char Boonden Hain
Bheege Hue Pal Tumhe Phir Se Dhoonde Hai
Door Ho Ke Bhi Tum Sath Ho Aise
Mere Sath Hai Parchai Jaise
Dard Hume Ab Aur Bhi Gehra Lage
Tum Jo Nahi Sab Hume Ab Sehra Lage
Bahoon Main Lamho Ki Bas Nishani Hai
Jo Na Kahi Dil Ki Wahi Ab Kahani Hai
Mere Humzuban Mere Humnafaz Ho Tum
Maine Zindagi De Di Hai Tumko
Phir Se Wahi Zindagi Jo Humko Mile
Phir Se Pyaar Ho Tumhi Se Hume
Phir Se Wahi Zindagi Jo Humko Mile
Phir Se Pyaar Ho Tumhi Se Hume
Phir Se Wahi……
Phir Se Wahi……
Phir Se Wahi……
Phir Se Wahi……
Info
by Dj Raj
September 16, 2011
Stats
- 284 Plays
- 0 Favorites
- 1 Likes
- 0 Comments
- 113 Phir Se Wahi Zindagi.... MP3 Download
Search Keywords



No comments yet. Be the first to comment