KHUDA BHI AASMAN SE JAB ZAMEEN PAR

KHUDA BHI AASMAN SE JAB ZAM... Lyrics & Chords

khuda bhi aasmaan se jab
zameen par dekhta hoga
khuda bhi aasmaan se jab
zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaaya
sochta hoga

khuda bhi aasmaan se jab
zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaaya
sochta hoga
khuda bhi aasmaan se…
musavvir khud pareshaan hain
ke ye tasveer kis ki hai
banogi jis ki tum aisi haseen
taqdeer kis ki hai
kabhi wo jal raha hoga
kabhi khush ho raha hoga
khuda bhi aasmaan se jab
zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne
banaaya sochta hoga
khuda bhi aasmaan se…
zamaane bhar ki masti ko
nigaahon mein sameta hai
kali se jism ko kitni bahaaron ne
lapeta hai

hua tumsa koi pehle
na koi doosra hoga
khuda bhi aasmaan se jab
zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaaya
sochta hoga
khuda bhi aasmaan se…
farishte bhi yahaan raaton ko
aa kar ghoomte honge
jahaan rakhti ho tum paanv
jagah wo choomte honge
kisi ke dil pe kya guzri
ye wo hi jaanta hoga
khuda bhi aasmaan se jab
zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaaya
sochta hoga
khuda bhi aasmaan se

Online Recording

Comments  

No comments yet. Be the first to comment


Notify me about subsequent comments



Info

Www

by Sudhir

November 04, 2010

Stats

  • 392 Plays
  • 0 Favorites
  • 0 Likes
  • 0 Comments
  • 113 KHUDA BHI AASMAN SE JAB ZAM... MP3 Download